Mahabharat Title Song Lyrics
Entertainment

Mahabharat Title Song Lyrics

Mahabharat Title Song Lyrics in English

Hai katha sangram ki

Vishwa ke kalyaan ki

Dharm adharm aadi anant

Satya asatya kalesh kalank

Swaarth ki katha paramaarth ki

Shakti hai, bhakti hai

Janmo ki mukti hai

Jeevan ka ye sampoorn saar hai

Yug yug se kan kan mein

Srishti ke darpan mein

Vedo ki vyatha apaar hai

Dharmon ki gaatha hai

Devon ki bhaasha hai

Sadiyon ke itihaas ka pramaan hai

Krishna ki mahima hai

Geeta ki garima hai

Grantho ka granth ye mahaan hai

Mahabharat.. Mahabharat..

Mahabharat.. Mahabharat..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *